Meri duniya me aana... Ye koi kissa ni hai..na hi koi safarnama.... Ek insaan tha jo tha meri maa ke sath zindagi beetane ko haath thama.... Dkhte dkhte ek laadli beti ko laya... Kuch hi waqt baad ... Unhone mjhe is duniya ka aayna dikhaya... Meri khusi mere har dukh ko dil se lagata raha... Mjhse har dukh ko chupaye... Khud k dukho pe rota raha ... Meri har maang me khud ki khwaish chorta raha... Meri har jarurt ko apni jarurat smjhta raha ... Kisi chiz se paresan na ho jau... Raat ko aache se neend le paau ... Har ek khusi apni chor di usne... Mjhe thodi wo btata raha ,... Rat bhar wo khud jaagta tha... Aur mjhe sulata raha.... Dhire dhire... Waqt ka beet jana... Us insaan ke ishare dil se laga jana... Kabii jataya ni usne pyaar krne ka tarika... Bus uske saath reh ke uske pyaar ko samjh jana... Laakho galtiya ki hogi maine.... Lakho jhut mera bol jana.. Mera sari galti ko maaf kiya hai usne.. Mjhe daant k un galti ko bhul jana... Waqt ke har mor par koi sath rahe na rahe .. Teri har...
I write poetries whenever there is something I feel running inside either in a good mood or bad mood.. readers who love to read poetries are hereby welcomed to join and read my poetries and give their views on improvement for the same... It will be a greater pleasure for me if you guys share your opinion on improvement areas. I will try to meet out upto your levels. Thanking you. Facebook : goenkavivek2995 https://www.facebook.com/Vivek.Goenka.1996/ Instagram : vivek.goenka.1996