Skip to main content

thoughts at the end..

Ab wo paal nazdeek aane lagi h...
Jab wapas iss saal ki aakhri laamhe kaano me gungunane si lagi hai..
Is pure saal me bht kuch sikha hai Maine..
To Kuch sikhaya b hai Maine..
Is Safar me kuch acchi chizze paya bhi hai..
Kuch keemti chize khoya b hai ...
Kuch Naye logo ko jaana hai Maine..
Kuch purane ko bhulaya hai Maine..
Ye to jindagii hai mere dost...
Kuch yaadon ko Dil me basaa jaati hai..
Aur ..
Wahi kuch yaadein Dil se nikal Ni paati hai...

Is saafar me khusiya to bht baati hai Maine..
Sayad sath hi sath... Dukh aur dard b Diya maine...
Kisi ko bht hasaya hai Maine...
Sayd kisi ko bht rulaya b hai Maine..

Ab ye akhri paal me..
Ek aarzo krna hai..
Is chote safar me .. kuch galtiya Hui ho.. 
To maaf krna...
Naya saal me Naya ban ke aauga..
Purani dukho ko bhulauga...
Thoda aap bhi bhula jaana...
Bas use ek galti smjh kr maaf kr jaana ...
Kosis rahegi kisi ho hurt na kru..
Kisi ke expectations ko shut na kru..

Thank you guyzz for being there with me.. n double thanks to those who made me learnt something. 

Comments

Popular posts from this blog

Facts of life

Happy Father's Day

Meri duniya me aana... Ye koi kissa ni hai..na hi koi safarnama.... Ek insaan tha jo tha meri maa ke sath zindagi beetane ko haath thama.... Dkhte dkhte ek laadli beti ko laya... Kuch hi waqt baad ... Unhone mjhe is duniya ka aayna dikhaya... Meri khusi mere har dukh ko dil se lagata raha... Mjhse har dukh ko chupaye... Khud k dukho pe rota raha ... Meri har maang me khud ki khwaish chorta raha... Meri har jarurt ko apni jarurat smjhta raha ... Kisi chiz se paresan na ho jau... Raat ko aache se neend le paau ... Har ek khusi apni chor di usne... Mjhe thodi wo btata raha ,... Rat bhar wo khud jaagta tha... Aur mjhe sulata raha.... Dhire dhire... Waqt ka beet jana... Us insaan ke ishare dil se laga jana... Kabii jataya ni usne pyaar krne ka tarika... Bus uske saath reh ke uske pyaar ko samjh jana... Laakho galtiya ki hogi maine.... Lakho jhut mera bol jana.. Mera sari galti ko maaf kiya hai usne.. Mjhe daant k un galti ko bhul jana... Waqt ke har mor par koi sath rahe na rahe .. Teri har...

Ee zindagi...